Shamshaan - Maya x Vilen x bigSsmoke (Official Audio)
Description
Shamshaan talks about the narcissists who are influencing the music industry in a major way with their so called commercial music. Shamshaan speaks boldly against these pretentious artists and their influence. Song: Shamshaan Artist: Maya x Vilen x bigSsmoke Lyricist: Maya x Vilen x bigSsmoke Music: Maya x Maniac Album Art: Vilen x bigSsmoke Mix & Master: Maniac (sm dreams) Label: Darks Music Company LYRICS: Verse (Maya) Kare jo karamat Wo tute sitare sa Sab kuch paakar bhi Milte kinare na Duniyadari ka bas Ek he usool hai Maafi to mangenge Karni jab bhool Irada maqbool Or chehre pe dhool Tujhko kya karna Tera paisa wasool Mere pe tu jhool Yehi pehla rule Fir bharti karunga Tujhko mere school Ye cool nahi itna Jitna bhi dikhta hai Hunar hai jisme Wo packet me tikta hai Likhta jo gobar Baazaar me bikta hai Dikhta ye humko sab pehle se.. Fir bhi life meri bling bling Ab phone baje tring tring Ye beat baje tinga linga Rap ka mai King pin Subha uthun mai karu jeb ki checking Wanna green everything And then good morning Aaj raat ye nayi hai Baatien ankahin hai Hua bekabu Mere hath me nahi hai Jaisa mai chahta tha Ye crowd bhi wahi hai Aa gayi Darks music company Ab scene me koi nahi hai... Chorus (Vilen) Haye khurdka mera Tere gaal pe sunna hai Khurdka mera Tere gaal pe sunna hai Dekh maut khadi teri Shamshaan bhi chunna hai Khudka mera Tere gaal pe sunna hai Verse (bigSsmoke) gaano ke gangster ho gaano mein chalna shobha nahi deta mujhe machhar masalna taze ho abhi beta dheere uchhalna dhuan sheher mein ab bhar mat nikalna Kis kis se bachoge ek hi gaana ab tum kab tak ghisoge bhid mein beta tum jab tak chupoge haan shabdo ke thappad ye tab tak sahoge ab kisse kahoge khud ko pehchan gano mein beta ab dunga main gyan abhi dur hai makaam or mushkil udaan pehle banlo insaan fir banna mahaan par rakhna ab dhyan mere sath khurafat ye shikari tainaat mushkil halaat mein hi milti hai maat samjhe nahi jo abhi bhi ye baat jaldi hogi ab mulakaat suprabhat Chorus (Vilen) Haye khurdka mera Tere ga
Finally found a site that plays Hindi dub smooth and fast. Kudos!
Quality is amazing! Hindi dub episodes load super fast.