Rabi ul Awal Naat Khuda Ki Azmatain Hafiz Tahir Qadri 2020
Connect with HafizTahirQadri: π http://bit.ly/HafizTahirQadri
New Naat 2020 | πΉπΉ Khuda Ki Azmatain πΉπΉ Hafiz Tahir Qadri πΉπΉ Rabi ul Awal Naat 2020
Set * Khuda Ki Azmatain * as your Caller Ring Back Tune
MOBILINK
Type Get space * 523839 * and send to 230
TELENOR
Type ST * 5180056261 * and send to 230
ZONG
Type * 00377165 * and send to 230
UFONE
Type * 99218077 * and send it to 666
Lyrics
------
π₯Jab Husan Tha Un ο·Ί ka Jalwa Numa..
Anwaar ka Alam kya HoGa..
π₯Her koi Fida Hai Bin Dekhy..
Didar ka Alam Kya Hoga..
π₯Ik Simt Ali Ik Simt Umer..
Siddique Idher Usman Udher..
π₯In Jag Mag Jag Mag Taron Mein..
Mahtab ο·Ί ka Alam kya HoGa..
π₯Qadmon Mein Jabeen ko Rehny Do..
Chehry ka Tasawour Mushkil Hai..
π₯Jab Chand Sy Barh kr Ayrhi Hai..
Ruhsaar ka Alam kya HoGa..
πKhuda ki Azmatein kya Hain Muhammad Mustafa ο·Ί Janein..
πMaqam E Mustafa ο·Ί kya Hai Muhammad ο·Ί ka Khuda Janay..
ππΉSada Krna To Mery Bs Mein Tha Mainy Sada Krdi..
Wo ο·Ί kya Dein Gy Main Kya Lon Ga..
Sakhi ο·Ί Janay Gada Janay..
π₯Habib E Khuda ο·Ί ki Hai Shaan Nirali..
π₯Meri Jan Hai Tum ο·Ί Per Fida Pyary Mustafa ο·Ί..
ππΉKaha Jibreel Nay Sidra Talak Meri Rasai Thi..
Hain Kitni Manzilein Aagay Nabi ο·Ί Janay Khuda Janay..
π₯Pohanch Kay Sidra Py Rooh ul Ameen Ye Kehny Lagay..
π₯Yahan Sy Aagay ka Rasta Huzoor ο·Ί Janaty Hain..
Hain Kitni Manzilein Aagay Nabi ο·Ί Janay Khuda Janay..
ππΉMeri Matti Madiny Pak Ki Rah Mein Bicha Dena..
Kahan Lay Jati Hai Is ko Madiny ki Hawa Janay..
π₯Muhammad Mustafa ο·Ί Main Sadqay Ap ο·Ί Per..
π₯Mera Tun Mun Dhun Sb Ap ο·Ί Per Qurban..
ππΉMujhe To Surh-Roo Hona Hai Aaqa ο·Ί ki Nigahon Mein..
Zamany ka Hai kya "Nasir" Bhla Janay Bura Janay..
*********************************************************************
#KhudakiAzmatain #HafizTahirqadri #NewKalam #NewnaatMustafaο·Ί #NewKalam2020 #NaateMustafa #Prophet #Quran #nasheed #arabic #arabicnasheed #naat #naatcream #vocals
Finally found a site that plays Hindi dub smooth and fast. Kudos!